Monday 30 July 2012

Aankh say ankh milta ha koi - Romantic Urdu Poetry

Romantic Urdu Poetry - Ankh in urdu Shayari

-
Aankh say ankh milta ha koi
Dil ko Chura lye jata ha koi

Va,e,hairat ki bhari mehfil ma
Mujh ko tanha nazear ayta hai koi

Chahiye Khud pay yaqeen e kaamil
Hosla kis ka bharhata ha koi

Sab karishmaat,e,tasawur ha "ANEES"
varna ayta ha na jata ha koi.

No comments:

Post a Comment