Showing posts with label Romantic Poetry. Show all posts
Showing posts with label Romantic Poetry. Show all posts

Saturday 4 August 2012

Humain humrah chahlane ka hunaar ayta - shikwa shayari in urdu

Sad poetry - ana parast shayari - in urdu
-
Humain hamrah chalnay ka hunaar ayta to ha lekin,
Mohabbat ma buht dushwaar hota ha,

badan sanson ki hidat say pigltay hon,
Magar dil badgumani k ghubar alod raston per nikal jaien,

Jahn khawhishien bi hath maltien hon nadamat say,
Inhi besimat lamhon mein dilon per yeh bi khul jaye,

Mohabbat or samjhote mein kitna farq hta ha,
Wahen humrah chalne ka hunar dum torde deta ha...

Tuesday 31 July 2012

Ana Parast - sad urdu poetry - in urdu

Ana Parast sad urdu poetry 
-
-
Duniya samjti hai mujhe
ANA PARAST
Khabar nahi magar usay 
pincharay main
apni hi zaat kay
maqkeaat hai kab se sab k sab
be-simat safar main rooh meri
........
........
 

Monday 30 July 2012

Aankh say ankh milta ha koi - Romantic Urdu Poetry

Romantic Urdu Poetry - Ankh in urdu Shayari

-
Aankh say ankh milta ha koi
Dil ko Chura lye jata ha koi

Va,e,hairat ki bhari mehfil ma
Mujh ko tanha nazear ayta hai koi

Chahiye Khud pay yaqeen e kaamil
Hosla kis ka bharhata ha koi

Sab karishmaat,e,tasawur ha "ANEES"
varna ayta ha na jata ha koi.