Saturday 4 August 2012

Humain humrah chahlane ka hunaar ayta - shikwa shayari in urdu

Sad poetry - ana parast shayari - in urdu
-
Humain hamrah chalnay ka hunaar ayta to ha lekin,
Mohabbat ma buht dushwaar hota ha,

badan sanson ki hidat say pigltay hon,
Magar dil badgumani k ghubar alod raston per nikal jaien,

Jahn khawhishien bi hath maltien hon nadamat say,
Inhi besimat lamhon mein dilon per yeh bi khul jaye,

Mohabbat or samjhote mein kitna farq hta ha,
Wahen humrah chalne ka hunar dum torde deta ha...

No comments:

Post a Comment