Thursday, 9 August 2012

John Elia Poety - Tum jab aao gi to khoya howa paao gi mujhe

John Elia urdu ghazal, John Elia Urdu poetry picture
-
Tum jab aao gi to khoya howa paao gi mujhe
meri tanhai main khowabon k siwa kuch b nahi
-
-
-
-

John Elia Poety - Be Asbaat

John Elia urdu ghazal, John Elia Urdu poetry picture
-
Be Asbaat
kisi ko fursaat kh mujh se behas karay
or sabaat karay kh mera wajood...........
zindagi k liye zarori hai.

John Elia Poety - Manzar sa tha koi kh nazar is main ghum hoi

John Elia urdu ghazal, John Elia Urdu poetry picture -
-
Manzar sa tha koi kh nazar is main ghum hoi
samjo kh khowab tha kh seher is main ghum hoi
----------------------------

John Elia Poety - is qetay-e-dosti main koi mujh se kya mile

John Elia urdu ghazal, John Elia Urdu poetry picture
-
is qetay-e-dosti main koi mujh se kya mile
Khud apne aap ko bhi moasar nahi hon main.

Wednesday, 8 August 2012

John Elia Poetry - Ab ki bar us ka hadaf meri ana thi

 John Elia urdu ghazal, John Elia Urdu poetry picture
-
Ab ki bar us ka hadaf meri ana thi
Soo salha ka parcham jala dia main ne..

John Elia Poetry - Na Herif-e-jaan, na shrik-e-gham, sab-e-intazaar koi to ho

John Elia urdu ghazal, John Elia Urdu poetry picture
-
Na Herif-e-jaan, na shrik-e-gham, sab-e-intazaar koi to ho,
Kisay bazam shok main laen hum, dil beqarar koi to ho..

John Elia Poetry - Mardo jaan se koi gham nahi, par yeh saza mat do

John Elia urdu poetry - John Elia poetry in urdu
-
 Mardo jaan se koi gham nahi, par yeh saza mat do
Kh humare sath beth kar hum ko tum ajnabi se laggo..

Islamic Poetry - Lagatay hain nehra yeh emaan wale

Islamic Poetry - Islamic Sher in urdu picture
-
Lagatay hain nehra yeh emaan wale
Muhammad Humaray bari Shaan wale..
 

Islamic Poetry - Nahi main motaaj Duniya ka ek tere sowa YA RAB

Islamic poetry - Islamic Ghazal in urdu
-
Nahi main motaaj Duniya ka ek tere sowa YA RAB
Mere sajday kabool kar kay meri sans tootanay se pehlay..

Islamic Poetry - Andharoon ko noor deta hai, zikar uska dil ko saroor deta hai

Islamic Poetry - Islamic Ghazal
-
Andharoon ko noor deta hai, zikar uska dil ko saroor deta hai
us K dar se jo b mango, Wo ALLAH hai jo zaroor deta hai..

Tuesday, 7 August 2012

Saghir Siddiqui - Aaj bhi wesa hi mosam hai

Saghir Siddiqui urdu ghazal, Saghir Siddiqui Urdu poetry picture
-
Aaj bhi wesa hi mosam hai
Aaj bhi wesa hi badal hai
aaj bhi wesi hi barish hai
jab hum pehli bar mile the
 

Saghir Siddiqui - Aj rothe howe sahan ko bohat yaad kia

Saghir Siddiqui urdu ghazal, Saghir Siddiqui Urdu poetry picture
-
 Aj rothe howe sahan ko bohat yaad kia
apne ojhare howe gulshan ko bohat yaad kia

Saghir Siddiqui - Yeh jo Dewane se doo nazar ayte hain

Saghir Siddiqui urdu ghazal, Saghir Siddiqui Urdu poetry picture
-
 Yeh jo Dewane se doo nazar ayte hain 
in main se kuch shahbe israr nazar aytay hain
--------------------------

Saghir Siddiqui - Youn hi tanhai main hum ko saza detay hain

Saghir Siddiqui urdu ghazal, Saghir Siddiqui Urdu poetry picture
-
Saghir Siddiqui - Youn hi tanhai main hum ko saza detay hain
naam tera likhtay hain likh kar mitta detay hain..

Saghir Siddiqui - Nikalo gay to her moor pe mil jaingi lashain

Saghir Siddiqui urdu ghazal, Saghir Siddiqui Urdu poetry picture
-
 Saghir Siddiqui - Nikalo gay to her moor pe mil jaingi lashain
Dondo K to is sher main qatil na milay ga..

Saghir Siddiqui - Aflaas ne bachoon ko bhi tezeeb sikha D

Saghir Siddiqui urdu ghazal, Saghir Siddiqui Urdu poetry picture
-
 Saghir Siddiqui - Aflaas ne bachoon ko bhi tezeeb sikha D
sehmay howay rehtay hain sararat nahi kartay.

Saghir Siddiqui - Ek main hi nahi jurm-e-mohabat ka khatawar

Saghir Siddiqui urdu ghazal, Saghir Siddiqui Urdu poetry picture
-
Ek main hi nahi jurm-e-mohabat ka khatawar
halka sa tabbasam bhi to samil tha outhar se..

Monday, 6 August 2012

Parveen Shakir - apni roswai tere naam ka charcha dekhon

Parveen Shakir urdu ghazal, Parveen Shakir Urdu poetry picture
-
apni roswai tere naam ka charcha dekhon
ek zara sher kahon or main kya kya dekhon

Parveen Shakir - Main kachi neend main hon

Parveen Shakir urdu ghazal, Parveen Shakir Urdu poetry picture
-
 Main kachi neend main hon

parveen shakir - Badan K karb ko wo bhi samj na pay

 Parveen Shakir urdu ghazal, Parveen Shakir Urdu poetry picture
-
Badan K karb ko wo bhi samj na pay
Main dil se roon gi aankhon se muskaron gi..

Parveen Shakir - Khud se bhi hum ne pyar tumharay liye kia

Parveen Shakir urdu ghazal, Parveen Shakir Urdu poetry picture
-
 Khud se bhi hum ne pyar tumharay liye kia
hum ne her ik sanghar tumharay liye kia

Parveen Shakir - " Haan "" Chand Mujhe Acha Lagta Hai

Parveen Shakir urdu ghazal, Parveen Shikar urdu poetry picture
-
Haan!!!
Chanad mujhe acha lagta hai
Kunki Hum
ek se masafar hain
ek sa moqadaar hai...
main zameen par tanha !!!
or wo Asmanoo main !!!

parveen shakir - kun tum yaad aytay ho itna

"Parveen shakir urdu poetry ghazal picture
-
Kun tum yaad ayte ho itna
kun hum ko tum tarpatay ho itna
gum sum gum sum hain sehar se hum
kun itna humain satatay ho tum
tumain khaiyalon se agar nikaal b dain
to khowaab ma aa jatay ho 
hum lab se nahi kartay ejhaar-e-mohabbat
Kun aakhain nahi par patay ho...

Parveen Shakir - Zamana roaay ga barsoon humain bhi yaad kar kay

Zamana roaay ga barsoon humain bhi yaad kar kay
ginain gay sab humari khobiyan jan hum na ho gay.
-
parveen shakir - urdu poetry in picture

Parveen Shakir - Naay dino k naay safar main dehaan rakhna

Parveen Shakir - urdu poetry picture
Naay dino k naay safar main dehaan rakhna

Parveen Shakir - Tumain jana Ejzaat hai - urdu picture poetry

Parveen Shakir 
Tumain jana Ejzaat hai 
kh in tarhik rahon main
-----------
--------------------
--------------------------

Parveen Shakir - Hum neend K sokeen zeayda to nahi lekin

Hum neend K sokeen zeayda to nahi lekin
kuch khowaab na dekhain to Guzara nahi hota
-
Perveen shakir - urdu poetry picture

Parveen Shakir - Main us se keh rahi thi - urdu poetry picture

Main us se keh rahi thi
bewafaoon k liye roya nahi kartay
yeh kehtay sath hi
khud roo pari
-
 Parveen shakir - urdu picture poetry

Parveen shakir - Maar Do bhalay jaan se, par yeh saza to humain na do

Maar Do bhalay jaan se, par yeh saza to humain na do
Parveen shakir - urdu poetry in picture

Parveen Shakir - main wo duhan hoon

main wo duhan hoon - Parveen shakir urdu poetry in picture

Wo ja chuka hai - Parveen Shakir

Wo ja chuka hai
magar judai se kabil ka
-
  "Parveen Shakir urdu picture poetry"

Badali Jo Rut Gharoor K gird-e-gobhar ki - Parveen Shakir


Badali Jo Rut Gharoor K gird-e-gobhar ki 
Urdu poetry picture - Parveen Shakir

baha baha kh yeh ansoo bikhar chuki hon bohat - Parveen Shakir


baha baha kh yeh ansoo bikhar chuki hon bohat
urdu poetry picture - Parveen Shakir

Mujhe Tum Yaad Aytay Hoo - urdu poetry Parveen Shakir


Mujhe Tum  Yaad Aytay Hoo - urdu poetry Parveen Shakir
-
Mujhe tum yaad aytay hoo......
---------------------------------
------------------------
-----------------
------------
------
---
-

Saturday, 4 August 2012

Bichra ha jo ek baaar to miltay nhi dekha - sad poetry in picture urdu

Sad poetry in urdu - dukhi shayari urdu main 
-

Bichra ha jo ek baaar to miltay nhi dekha
is zakhm ko hum nay kbhi silte nhi dekha
Ik bar jise chat gaye dhop ki khwahish
Phr shakh pay us phol ko khilte nhi dekha
Yaklakhat gira ha to jarien tuk nikal aien
Jis pair ko andhi mein bi hilte nhi dekha
Kis tarah meri roh hari ker gaya akhir
wo zahr jise jism ma khilte nhi dekha....

Humain humrah chahlane ka hunaar ayta - shikwa shayari in urdu

Sad poetry - ana parast shayari - in urdu
-
Humain hamrah chalnay ka hunaar ayta to ha lekin,
Mohabbat ma buht dushwaar hota ha,

badan sanson ki hidat say pigltay hon,
Magar dil badgumani k ghubar alod raston per nikal jaien,

Jahn khawhishien bi hath maltien hon nadamat say,
Inhi besimat lamhon mein dilon per yeh bi khul jaye,

Mohabbat or samjhote mein kitna farq hta ha,
Wahen humrah chalne ka hunar dum torde deta ha...
Love Poetry in urdu - love poetry ghazal - romantic ghazal in urdu 
-
Kitabon Say Dalyaal don Ya Khud ko Samnay rukh don,
Wo mujh say poch betha ha Mohabbat kis ko kehtay hain...

Ma Nay Pocha Kaise Ho

Sad Poetry in urdu - bewafai ghazaal in urdu

Ma Ne Pocha Kaisy Ho,?
Badlay Ho Yan Waisay Ho,?
Roop Wohi Andaz Wohi
Ya Phir Is Main Koi Kami,?
Hijer Ka Kuch Ihsas To Ho ga,
Koi tumhare pas to ho ga,?
Ma bichra yeah majbori thi
Kab manzor mujhe dori thi,
Sath Hamara Kab chota
Roh ka rishta kab tota
Ankh se jo Aanso behte hain
Tum ko khabar hai kia kehte hain,?
Main ne kaha awaaz tumhari
Aaj bhi hai humraz hamari
Phol Wafa ke khil jaien gaay
Ik din hum phir mil jaien gaay..

Tuesday, 31 July 2012

Ana Parast - sad urdu poetry - in urdu

Ana Parast sad urdu poetry 
-
-
Duniya samjti hai mujhe
ANA PARAST
Khabar nahi magar usay 
pincharay main
apni hi zaat kay
maqkeaat hai kab se sab k sab
be-simat safar main rooh meri
........
........
 

Monday, 30 July 2012

Aankh say ankh milta ha koi - Romantic Urdu Poetry

Romantic Urdu Poetry - Ankh in urdu Shayari

-
Aankh say ankh milta ha koi
Dil ko Chura lye jata ha koi

Va,e,hairat ki bhari mehfil ma
Mujh ko tanha nazear ayta hai koi

Chahiye Khud pay yaqeen e kaamil
Hosla kis ka bharhata ha koi

Sab karishmaat,e,tasawur ha "ANEES"
varna ayta ha na jata ha koi.

Sad urdu Poetry - Dekhi Shayari - Sad Poetry in Urdu - Kuch

Sad urdu Poetry - Dekhi Shayari - Sad Poetry in Urdu
-
-
Kuch to Aye Ishq Mehrbani kar
tujhe barsoon se pall rakha hai..

Sad urdu Poetry - Dekhi Shayari - Sad Poetry in Urdu

Sad urdu Poetry - Dekhi Shayari - Sad Poetry in Urdu
-
-
Hum se Mohabatton ki numaish na ho sake gi
Bus itna janetay hain kh tujhe chahtay hain..

Urdu Poetry - Yeh hum tasleem karte hain,

Sad Urdu Poetry - Dukhi Urdu shayari - Poetry in Pictures
-
-
 Yeh hum tasleeem kertay hain,
Tumhen Fursat nai milti,
Humare wastay tum ko
Koi sayaat nai milti,
Humari soch k mehwaar,
Kabhi ik paal to socho tum,
Tumhen hum yad kertay hain,
Or itna yad kerte hain,
Kh khud ko bhoool jate hain...
 

Urdu Poetry - Suno - Ab Kuch Dino Se Hall Aysa Hai

 Urdu poetry Pictures - Urdu shayari - Poetry in urdu in pakistan

 -
Suno
Ab kuch dinoo se hal aysa ha,

Koi kitni b zilaat day,

Koi jitni ranut se humen ron day,

Bura bilkul nai lagta,

Gila koi nai hota,

Sako'n mehsos hota,

Dua lab se nikalti ha..